Bithaa Key Samne Je Bharr Ke Dedaar Karna
Ek Rooz Baahon Me Bharr Ke Piyaar Karna,
Meri Majbori Samjhna Shikwa Na Koi Karna
Hum Tere Hi Rahenge Humara Aitbar Karna...!!!
Jate Huey Us Ne Sirf Itna Hi Kaha Tha Mujh Se
Apni Zindagi Ji Lena, Waise Piyar Acha Karte Ho...!!!
Harr Sakham Kisi Thokar Ki Meherbaani Hai
Meri Zindagi Bus Ek Dard Ki Kahaani Hai,
Mita Dete Sanam Ke Dard Ko Seene Se Eay Dost
Par Yeh Dard Hi To Unki Aakhri Nishaani Hai...!!!
Jahan Yaad Na Aaye Woh Tanhai Kis Kam Ki
Bigrey Rishte Naa Banain To Khudaai Kis Kam Ki,
Beshak Apni Manzil Tak Jana Hai
Par Jahan Se Apne Na Dikhain Woh Unchai Kis Kam Ki...!!!
Woh Shakhs Meri Jaan Bana Rehta Hai
Uska Piyar Meri Pehchaan Bana Rehta Hai,
Koi Muntzir Hai Uska Kitni Shiddat Se
Woh Janta Hai Magar Anjaan Bana Rehta Hai...!!!
No comments:
Post a Comment