skip to main |
skip to sidebar
Latest Games
Dy Ke Sarr Shabber Nay Islaam Zindaa Kar DiyaaKarblaa Ko Jis Ke Sajdy Ne Muallah Kar Diyaa,
Dy Ke Sarr Shabber Nay Islaam Zindaa Kar Diyaa
Hasharr Tak Koi Yazeedi Sarr Uthaa Sakta NahainJis Ka Mutlab Zindagi Bharr Deen Chuka Sakta NahainFaatima Ke Laal Nay Ehsaan Easa Kar Diyaa
Dy Ke Sarr Shabber Nay Islaam Zindaa Kar DiyaaKarbalaa Ko Jis Ke Sajdy Ne Muallah Kar Diyaa...!!!
Sajday se Karbala Ko Bandagi Mill Gai,Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mill Gai...!!!
�Expose true identity of governing tyrantevil umayyad family who ruled asif invincible giant�LESONS KARBALA....!!!
Naa Jany Q Meri Aankoon Me Aa Gaye Aansu,Sikhaa Rahaa Thaa Main Bacchy Ko KARBLA Likhna...!!!
Hussain Ghazal
Kauser Ke Saqi Ka WohNawaasa HUSSAIN Tha,
Karbala Ke Dasht MainPiyaasa HUSSAIN Tha,
Baadal Yazediat Ke JoPhelay Char Sou,
Un Me Chamkta IkSitaara HUSSAIN Tha,
Karta Wo Kesey HaathPey Bait Yazed Ke,
Us Waqat Sab SeArfaa-o-Aalaa HUSSAIN Tha,
Hilney Laga ThaaArsh-e-ELAAHI Bhi Us Ghari,
Jab Karbal Ki Rait PeyTarpaa HUSSAIN Tha,
Pardes Me ShahedJisay Kar Dia Giyaa,
Woh MUSTAFA (PBUH) KiAankhon Ka Tera HUSSAIN Tha...!!!
I must strive to reform myself and people of entire world. Inashallah Azzawajal...!!!
Kul AMBIYAA Ki Wafaa Ko HUSSAIN Kehtey HainKHUDA Ki Khaas Adaa Ko HUSSAIN Kehtey Hain,
Yazed Naam Hai Dunyaa Ki Kul Nijaasat KaTaharaton Ke KHUDA Ko HUSSAIN Kehtey Hain...!!!
A Tree At Paradise: Ali's Love,A Tree At Paradise: His Lovers,Those Clinging To The Branches Of Tree...!!!
Ibn Rajab Said: The Prophet (P.B.U.H.) named Al-Muharramshahru ALLAH �The month of ALLAH�, & Adding it to ALLA�smane is an indication for its honor & grace...!!!Ya-Hussain...!!!
THE DAY OF Martyrm Of Sayyaduna Imam Zain-ul-Abeedeen (A.S), The Son Of Imam Hussain (A.S)THE DAY OF Sacrifice...!!!
Matam Gghazal
Kahte Hain Barry Fakhar Say Ham Gham Nahi KarteMatam Ki Sadaa Sunte Hain Matam Nahi kerte,
Vo Loog Bhlaa Samjhain Gay Kiyaa Raaz-E-ShahadatJo Eid To Kerte Hain Muharram Nahin Kerte,
Kyoon Aap Kaa Dill Jaltaa Ha kyoon Jalta Hai SeenaHum Aap Ke Seene Pey Too Maatam Nahin Karte,
Mohsin Yey Maqbool Riwaayat Ha Jahan MainQaatil Kabhi Maqtool Ka Maatam Nahin Kertay...!!!